Saturday, April 14, 2012

nirmal baba

aaj sabhi ke liye ek charcha ka vishay bana hua hai vo hai nirmal baba.. lekin aaj jo ho halla machane walw khabaria chanel tab kyu chup the jab unhe pay slot par karodao mil rahe the,, kya matra ek disclamer dalker vo apne javabdari se mukt ho sakte hai,, sawal bahut hai.. aaj vahi chanel nirmal baba ka exclusive tag lagakar interview dikha kar kahi unhe jhotha sabit karne par tule hai,,kahi aap ye na samje ki mai baba ka bhakt hu aisa bilkul nahi hai,,apko yeh spst karna chahra hu mai vo hu jo tantra mantra ke samne jhuk jata hai,, kahi babao ke prakop se darta hai,, to mangal ke di anda khane se sanidev naraj na hojaye vo iski chinta bhi khub karta hai, nasib ko manta hai, karm karta hai,, aur jo nahi karpata use bhagean yaa alaah ke bharoshe chhod deta hai,, vo manta hai ke chamtkar hote hai., isliye kabhi paththar ki murti me use bhagawan dikht hai to kabhi use nirmal jaise baba me bhagwan dikhta hai,, kya kare,, desh me garibi hai,, bhukh mari hai,, to sath me mansik shakti ka abhav hai,, abe salo ab to bax do garibo ko lutna,,

Monday, February 13, 2012

aaj modi par faisala he.

aaj modi ji ne subah hi " satya ke sath rehta hu " twitter par kaha,, lekin sawal uthata he ke ye satya kiska, zakiya zafari ka, mukul sinha ka, tista setlawad ka, congress ka, bjp ka yaa 2002 ka gulbarg carnage ka,, sayad ya modi ji vikash ke chasme se jo satya dekhte hai usi satya ki baat apne twitter me kiya hoga,, news chanels pa r do dino se prashanwachak chinh aur udgar chinh ke sath modi ko mili clean chit jaise sabdo se breaking news chala rahe hai,, tab ispar baval macha he,, kyu.? apne aap me bada sawal he,, khair ye rajniti ki baten nahi samajh me aati,, pls bax dijiye is desh ko,,