Monday, February 13, 2012

aaj modi par faisala he.

aaj modi ji ne subah hi " satya ke sath rehta hu " twitter par kaha,, lekin sawal uthata he ke ye satya kiska, zakiya zafari ka, mukul sinha ka, tista setlawad ka, congress ka, bjp ka yaa 2002 ka gulbarg carnage ka,, sayad ya modi ji vikash ke chasme se jo satya dekhte hai usi satya ki baat apne twitter me kiya hoga,, news chanels pa r do dino se prashanwachak chinh aur udgar chinh ke sath modi ko mili clean chit jaise sabdo se breaking news chala rahe hai,, tab ispar baval macha he,, kyu.? apne aap me bada sawal he,, khair ye rajniti ki baten nahi samajh me aati,, pls bax dijiye is desh ko,,